Friday, February 1, 2013

Ek Gali Thi, Jis Se Hum Nikley



ek gali thi jab us sey hum nikley,
aisay nikley jaisay dum nikley
koocha e aarzoo jo tha us mein
zulm-e- jaana taraa k kham nikley
jo phire dar badar yahan
woh apne ghar se bohot e kam nikley
jin se dil ka muamla tha
yahan bohot kam e aisay gham nikley
aag dil sheher mein lagi jis din
sab se aakhir mein wahan se hum niley
"Jaun" ye jo wajood hai, ye wajood
kiya banay gi, agar adam nikley


(Hazrat Jaun Elia)



6 comments:

  1. Jaun Elia is my favourite poet. Thanks for sharing his collection.
    chicken karahi recipe yogurt

    ReplyDelete
  2. (bohot e kam) kuch nahi hota (bohot hi kam) aaega,
    5 line me (jo phire dar badar yahan wo log)

    ReplyDelete
  3. Ye gham kya dil ki adat hai, nahi to..
    Kisi se kuch shikayat hai.... Nahi to
    Ab kisi soorat bhi dil lagata nahi, haaa.
    Kya kuch din se ye shikyat hai, nahi to
    Best poetry hai ye wali.

    ReplyDelete
  4. Jo phire dar badar yahan,
    Wo apne ghar se baad me mekhane tak he niklay...

    ReplyDelete