Koi Haalat Nahin Hai, Ye Haalat Hai..
Yeh To Asoob Naak Zaroorat Hai..
Anjuman Main Ye Meri Khamoshi..
Burdbari Nahin Hai, Wehshat Hai..
Tanz Pairaiye Tabassum Me...
Takhalus Ki Kiya Zaroorat Hai..
Garam joshi Is Qadar K Kiya Baat..
Kiya tumhein Mujhse koi Shikayat Hai..
Ab Tum Nikal Ao Apnay Andar Sey..
Ghar Mein Kuch Samaan Ki Zaroorat Hai..
Hum Ne Jana, To Hum Ne Ye Jana..
Jo Nahin Hai Woh Khoobsurat Hai..
Khuwahishen Dil Ka Saath Chor Gayeen..
ye Azziyat Bhi Bari Azziyat Hai..
Log Masroof Jantay Hain Mujhe..
Yahan Mera Gham E Meri Fursat Hai..
Aaj Ka Din Bhi Aish Se Guzra..
Sar Se Pair Tak Salamat Hai..
(Hazrat Jaun Elia)
Very nice ghazal poetry.
ReplyDeleteI am sharing some of my favorite ghazal poetry here.
Qurbaton mein bhee judai key zamanay mangay
Dil woh be-mehar ke ronay key bahanay mangay
Hum na hotay tu kisi aur key charchay hotay
Khulqat-e-shaher tu kehnay ko fasanay mangay
Yahi dil tha ke tarasta tha marasim key liay
Abb yahi tarkey-taaluq key bahanay mangay
Apna yah haal keh ji haar chukay lut bhi chukay
Aur mohubaat wohee andaaz puranay mangay
Dil kisi haal pah qane`h hi nahin jaan-e-FARAZ
Mil gaay tum bhee tu kaya aur na janay mangay
Bohot khoob!
Deleteallaw
ReplyDeleteSome verses are wrongly quoted
DeleteFor example:
Zarorat nahi ot is SORAT
TAKHALUS NAHI takallof hay etc
https://m.soundcloud.com/bawa-sushil/dil-ke-darya-mein-utar-kay-dekho
ReplyDeletehttps://m.soundcloud.com/bawa-sushil/dil-ke-darya-mein-utar-kay-dekho
ReplyDeleteEverybody needs the accomplice for forlorn circumstances or need to be main focus in any occasion or gathering with the pretty woman. Hence escort benefits in Dehradun are exceptionally valued.
ReplyDeleteRead More:- Dehradun Escort Service
हमने जाना तो हमने ये जाना
ReplyDeleteजो नही है वो खूबसूरत है
Ghazal mein khuch galtiyan hain
ReplyDeleteWhat is meaning of sher "tanz pairaiye tabssum me iss takalluf ki kya zaryrat hai"
DeleteAsoob naak soorat hai
DeleteWhat is meaning of sher "tanz pairaiye tabssum me iss takalluf ki kya zaryrat hai"
ReplyDeleteAgar Tanziya andaaz mai hee hansi aur muskurahat dekhaani hai to is takalluf ki akhir zaruraat hee kiya hai...(asaan alfaaz mai)
DeleteFullfeeling
ReplyDelete